top of page

Sahmi Sahmi Lyrics - Alka Yagnik (From "Pinky Beauty Parlour")

sahmi sahmi si khushi ko,

gungunana aa gya,

sahmi sahmi si khushi ko,

gungunana aa gya,

ayine se ab hamein,

ankhein churana aa gya,

lag raha laga raha hai,

lag raha hai zindagi ko,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,


dil ki andhiyari gali mein,

roshni si ho gyi,

dil ki andhiyari gali mein,

roshni si ho gyi,

humko apne aap se,

dillagi si ho gayi,

muh bina hi baat ki ,

baatein banana aa gya,

lag raha laga raha hai,

lag raha hai zindagi ko,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,


chori chori dekhna,

aur sahmane aana nahi,

chori chori dekhna,

aur sahmane aana nahi,

do palon mein humne hai,

kya kya adayein seekhli,

rookhe rookhe inn labbon ko,

bheeg jana aa gya,

lag raha laga raha hai,

lag raha hai zindagi ko,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,

muskurana aa gya,

6 views

Related Posts

See All

Comments


bottom of page