top of page

Yeh Nazar Lyrics - Adnan Sami (From "I Love You")

Nadan Hai Yeh Nazar,

Dunia Se Bekhabar,

Karti Hai Yeh Safar,

Be-asar Halki Halki Be-khudi Ka,


Nadan Hai Yeh Nazar,

Lehron Si Lautkar,

Aati Hai Tere Dar,

Le Asar Khumar Ka,


Yoon Hi Jo Talab Hai,

Haye Kya Gazab Hai,

Yeh Mitane Se Mitey Na,

Baazi Jo Lagaun,

Khud Hi Haar Jaun,

Tujhse Jeetun Kya,

Mere Hi Bas Mein,

Na Yeh Silsila,


Nadan Hai Yeh Nazar,

Lehron Si Lautkar,

Aati Hai Tere Dar,

Le Asar Khumar Ka..

22 views

Related Posts

See All

Comments


bottom of page