Mera Saaya Lyrics Sachet Tandon and Parampara Tandon
top of page

Mera Saaya Lyrics Sachet Tandon and Parampara Tandon

Updated: Apr 28



Mera Saaya Lyrics


jitni dafa dekhun tujhe

utni dafa ishq ho

main kya karun

mera agar har falsafa ishq ho



aaa baahon mein chahiye tu umar bhar

jadui sa hamsafar baahon mein


mera saaya tera hai hamnva

main na chahun koi tere siva


ishq jiska naam hai paaglon ka kaam hai

ye hai zehar aur yahi jaam hai


aagosh mein tu ho mere main hosh mein aau na

tu jannaton ka khawab hai main chorh ke jau na

tu dhoop ka tukda hai ya pariyon ka hai ayina

tu khawahishon ka husn hai mere liye hai fanaa

baahein teri hai ghar mera main chorh ke jau na

ek hona ishq mein abb aa gya hai hamko jaana


ye hai ishq dariyan honslon ka khel hai

ye na yahan se kabhi aariyan


mera saaya tera hai hamnva

main na chahun koi tere siva


maine teri baaton mein aise kho jana

kho jata hai jaise ke deewana

mere bina tu kya tere bina main kya

meri tu kahani tera main fasana


aa rha hai pyaar tujhpe

vaar dunga yaar tujhpe

do jahaan


dekho toh tu rahe mujh mein javaan

main rahun jaane kahan hai kahan


mera saaya tera hai hamnva

main na chahun koi tere siva


ishq jiska naam hai paaglon ka kaam hai

ye hai zehar aur yahi jaam hai

9 views0 comments

Related Posts

See All
bottom of page