top of page

Zindagi Tere Naam Lyrics Vishal Mishra (From 'Yodha')Zindagi Tere Naam Lyrics


akhiyon se haye meri door na jana

dil se ve haye mere door na jana

ke tu hi zamana mera dunia thikana mera

tu subah har shaam ki maine


zindagi tere naam ki maine

zindagi tere naam ki haaye

tujhse na boli hai jo baat labon pe thi woh

aaj woh sareyaam ki maine

zindagi tere naam ki maine

zindagi tere naamsargam sargam teri aankhein

paas bulaye door se haaye

marham marham mere dil pe

ishq sajaye paas bulaye

tere dil mein bhi dhadak rahi hai

dhadkane mere naam ki maine


zindagi tere naam ki maine

zindagi tere naam ki haaye

tu hi na maana mera dunia thikana mera

tu subah har shaam ki maine

zindagi tere naam ki

671 views

Related Posts

See All

Comments


bottom of page