Deewano Ne Lyrics Shaan
top of page

Deewano Ne Lyrics Shaan



Deewano Ne Lyrics


deewano ne iss dunia mein,

pyar ka naam haan khuda rakha hai,

deewano ne iss dunia mein,

pyar ka naam haan khuda rakha hai,


dard ka naam dard ka naam,

dard ka naam dwa rakha hai,

dwa rakha hai,

deewano ne iss dunia mein,

pyar ka naam haan khuda rakha hai,


teri aankhon mein rehke,

teri saanson mein behke,

zameen se aasmaan,

galey miley yahan,

aa unn fizaon mein chale,

deewano ne iss dunia mein,

pyar ka naam haan khuda rakha hai,


tere liye toh maine,

laakhon kiye hai sajde,

tere liye toh maine,

laakhon kiye hai sajde,

khabon ka tu jahaan,

jannat ki daastan,

subah teri zulfon mein khele,

deewano ne iss dunia mein,

pyar ka naam haan khuda rakha hai,


dard ka naam dard ka naam,

dard ka naam dwa rakha hai,

dwa rakha hai,

deewano ne iss dunia mein,

pyar ka naam haan khuda rakha hai.

Tags:

19 views
bottom of page