Kabira Lyrics Hansraj Raghuwanshi
top of page

Kabira Lyrics Hansraj Raghuwanshi



Kabira Lyrics


kabira jab hum paida huye

jag hasa hum roye

kuch aisi karni kar chalein

hum hasse jag roye


maati ka main hu banda

na koi sona na koi heera

re kabira


jhoothi ye dunia saari

jhootha ye sareera

re kabira



har koi aakhe sab nu bura

har koi aakhe sab nu bura

khud ke andar na dekha


maati ka main hoon banda

na koi sona na koi heera

re kabira


roz larhe tu maaya ke khaatir

karta kyun galat kaam

antt samey pachtayega phir tu

yaad aayenge ram


dhan daulat aur maal khazana

aayenge na tere kaam

tere apne hi jalayenge tujhko

shorh aayenge shamshaan


maati ka main hoon banda

na koi sona na koi heera

re kabira


jhoothi ye dunia saari

jhootha ye sareera

re kabira

25 views0 comments

Related Posts

See All
bottom of page